Ana Ali Ibne Hussain Noha Lyrics – Ali Shanawar

Ana Ali Ibne Hussain Noha Lyrics:

Yaa Ali (A.s.)

Ayse Aaye Ali Akbar (A.s.) Sare Maidane Viga

Jaise Baadli Se Naya Chaand Namudaar Huwa

Jaise Tasweere Mohammed (S.a.w.w.) Se Uthho Parda

Jaise Haider (A.s.) Ki Jaawani Ka Chalan Jalwa Numa

Yak Pa Yak Sale Aala Naaraye Akbar (A.s.) Gunjaa

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.) Yabna Ali (A.s.)

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Ana Ali (A.s.)Yabnul (A.s.)Hussain Yabna Ali (A.s.)

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Ama Tarau Laa Kayfi Aymiaan Abi

Walaah Laayakum Fi Nabana Dagi

Hazrabe Tum Fisseb Ahmed An Abi

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulbin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi…..

Naam Akbar Ali Akbar (A.s.) Hai Mera

Main Hussain Ibne Ali (A.s.) Ka Beta

Khaa Raha Hun Qasam E Baitullah…..(2)

Hum Ko Haasil Sharafe Khoone Nabi (S.a.w.w.)

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Bad Nasab Ham Pe Hukumart Karta

Na Huwa Hai Na Kabhi Ho Sakta

Wallah Wallah Aba Abdillah (A.s.)….. (2)

Main Fida Tum Pe Hussain Ibne Ali (A.s.)

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Shaamiyo Ab Mera Hamla Dekho

Zarbate Sayyade Wala Dekho

Meri Talwwar Ka Chalna Dekho….. (2)

Zarbate Haashmi Zarbe Alavi

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Kahke Yeh Fauj Mein Duba Who Shujaye Azali

Naar Zanja Ke Ana Ibne Hussain Ibne Ali (A.s.)

Teer Chalne Lage Naize Chalne Talwar Chali

Bad Ke Shamsheere Do Dum Se Safe Kuffar Jail

Kis Tarah Ladhte Hai Hum Shakle Payambar (S.a.w.w.) Dekho

Aaj Shamsheere Hussaini (A.s.) Ke Bhi Jauhar Dekho

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Palte Maidaan Se Vigaah Karte Huwe

Aake Baba Se Yeh Akbar (A.s.) Bole

Thoda Pani Mere Baba Jo Mile….. (2)

Dekhe Na Phir Se Merei Teg Zani

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Bole Sheh (A.s.) Sukhi Zabaan Dikhlakar

Muuh Mein Rakho Yeh Anguthi Akbar (A.s.)

Aaisa Sharbat Tumhe Denge Haidar (A.s.)….. (2)

Jisko Pi Kar Tumhe Kehna Hai Yahi

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Ran Mein Jaakar Who Bahut Der Lade

Chaar Janib Se Udu Tut Padhe

Naubate Bajen Lagi Jab Who Gire….. (2)

Ek Sada Gunji Aba Adrikni

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Sun Ke Aawaze Pisar Shaahe Duade

Khai Thokar Kabhi Gir Kar Sambhle

Guthniyo Chalet Huwe Jab Pahuche….. (2)

Ali Akbar (A.s.) Ki Yeh Awaz Suni

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)…..2

Nahno Wa Baytul La Aulabin Nabi (S.a.w.w.)

Zarbe Gulamin Hashmi In Alavi

Kya Kare Ab Tera Baba Jee Kar

Khaak Duni Hai Tere Baad Akbar (A.s.)

Nauha Jaari Tha Rehan O Sarwar….. (2)

Ran Mein Roti Thi Sadaye Zakhmi

Ana Ali (A.s.) Yabnul Hussain (A.s.)Yabna Ali (A.s.)

About Singer:

ali shanawar noha khawan

Syed Ali Shanawar Raza (in Urdu علی شناور) is a Shia Noha reciter and the son of Nadeem Sarwar. He is well known in the Shia community and is considered the best Teenage Noha Khwaan (Noha reciter) of present because of his unique style of recitation. He rose to fame in the 2007 when his first only Noha “Pyare Nabi Ki” released in the album of his father’s 2007 album which gained popularity all over the world among not only shias but non-shias as well. His first noha was the only single by Ali Shanawar in his father’s Nadeem Sarwar’s 2007 album, Since then he has also released recorded collections of 2 to 13 Nohas every year since 2007, On his success there is a major support of his father Nadeem Sarwar as a mentor and also a teacher. He mostly recites in Urdu, he has also recited in languages such as Persian and Arabic. He is very popular among the youth.[citation needed] His collections of Nohas are very popular during the Islamic month of Muharram when his Nohas are listened to and recited by many.

Author: Subhan Ahmad