Aao Chalein Karbala Noha Lyrics By Ali Shanawar

Aao Chalein Karbala Noha Lyrics:

Karbala, karbala
Karbala, karbala
Hai hamari dars gaah karbala karbala
Haq ka seedha rasta karbala karbala(2)
Chalo Chalo humen tumhe pukarti hai karbala (2)
Chalty rahoooo
Chalty raho saath liye Sara zamana
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Tim bhi Chalo
Hum bhi chale
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Saath ho zehra ki Dua
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Karbobala mein tumhy Quran milega
Fatima tuz Zahra ka faizan milega
Tum ko har ek milk ke insaan milega
Parcham e Abbas nigahebaan milega
Chalty raho
Chalty raho saath liye Sara zamana
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Saath ho zehra ki Dua
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Aao chalein parcham e Abbas uthkar
Shehar e najaf see chale karbobala milkar
Shah ke azadaro ka ho saath samundar
Pal mein badal jayega hum San ka mukhadar
Chalty raho
Chalty raho saath liye Sara zamana
Aao chalein ha chalein karbobala
Ban ke Safi ha safeeran e aza
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Saath ho zehra ki Dua
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Hai hamari dars gaah karbala karbala
Haq ka seedha rasta karbala karbala(2)
Dene chalein pursa Hussain ibne Ali ka
Noha parhen chal keh alamdar e jarri ka
Momino hum matam keren hum shakl e nabi ka
Qasim o basheer ka pursa de sabhi ka
Chalty raho
Chalty raho saath liye Sara zamana
Aao chalein ha chale karbobala
Ban ke safi ha safeeran e aza
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Saath ho zehra ki Dua
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Shuker e khuda moula ke zawar bane hum
Aal e Muhammad ke hub daar baby hum
Zehra ke baccho ke azadar bane hum(2)
Chalty raho
Chalty raho saath liye Sara zamana
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Saath ho zehra ki Dua
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Hai hamari dars gaah karbala karbala
Haq ka seedha rasta karbala karbala(2)
Maango Dua unki bhi poori hon duaen
Dety Hain moula ko Jo rou ky sadayen
Moula mere half unhen dare pey bulayen
Kartu hue matam e shabeer wo ayen
Chalty raho
Chalty raho saath liye Sara zamana
Aao chalein karbobala
Ban ke safeeran e aza
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Tum bhi Chalo
Hum bhi chale
Saath ho zehra ki Dua
Chalo Chalo humen tumhe pukarti hai karbala
Chalo Chalo humen tumhe pukarti hai karbala
Pukarti hai karbala
Pukarti hai karbala

About Reciter:

ali shanawar noha khawan

Syed Ali Shanawar Raza (in Urdu علی شناور) is a Shia Noha reciter and the son of Nadeem Sarwar. He is well known in the Shia community and is considered the best Teenage Noha Khwaan (Noha reciter) of present because of his unique style of recitation. He rose to fame in the 2007 when his first only Noha “Pyare Nabi Ki” released in the album of his father’s 2007 album which gained popularity all over the world among not only shias but non-shias as well. His first noha was the only single by Ali Shanawar in his father’s Nadeem Sarwar’s 2007 album, Since then he has also released recorded collections of 2 to 13 Nohas every year since 2007, On his success there is a major support of his father Nadeem Sarwar as a mentor and also a teacher. He mostly recites in Urdu, he has also recited in languages such as Persian and Arabic. He is very popular among the youth.[citation needed] His collections of Nohas are very popular during the Islamic month of Muharram when his Nohas are listened to and recited by many.

Author: Subhan Ahmad